Siraapa Ishq Hun Mein ab Bikhar Jaoun To Behter Hai

Ads go here
Siraapa Ishq Hun Mein ab Bikhar Jaoun To Behter Hai
Jidhr Jatyn Hain Yeh Badal Udhr Jaoun To Behter Hai

Tehrr Jaoun Yeh Dill Kehta Hy Tery Shehr Mein Kuch Din
Magar Haallat Kehty Hain Ky Ghar Jaoun To Behter Hai

Dilon Mein Farq Ayen Gay Talluq Toot Jayen Gaye
Jo Dekha Jo Suna Us Se Mukar Jaun To Behter Hai.

Yahan Kon Hai Mera, Jo Mujhe Smjhay Ga.
Main Koshish Ker k Ab Khud Hi Sunwar Jaun To Behter Hai..!
Ads go here